Aye khatm e rusul, Kaba e maqsood tui
Dar surat e har che hast maujood tui
Aayat e kamal e haq ayaan nast-bato
Azaat ke darparda neha bood tui
Suhani raat thi, aur pursukoon zamana tha
Asar mein dooba huwa jazb e ashiqana tha
Unhein to arsh pey mehboob ko bulana tha
Hawas thi deed ki meraj ka bahana tha
Sare Lamakan se talab huwi sue munthaha woh chaley nabi
Yeh kamal e husn ka maujiza ke firaq o haq bhi na seh saka
Shab e meraj liya arsh bareen per bulway
Sadma e hijr Khuda se bhi gavara a huwa
Yeh kamal e husn ka mojza, Ke firaaq o haq bhi na seh saka.
Sare Lamakan se talab huwi sue munthaha woh chaley nabi
Shab e Mairaj liya arsh e bareen per bulwaye
Sadma e hijr Khuda say bhi gawara na huwa.
Koi Had Hai Unke Urooj Ki, Balaghul Ula Bi Kamalihi
Khairul Wara, Sadruduja, Najmul Huda Noorul Ula
Shamsuduha Badruduja Yani Mohammed Mustafa
![]() |
Masjid Al Aqsa |
Kalam: Hakim Mirza Madani
Recital: Sabri Brothers ( Ghulam Farid Sabri and Maqbool Ahmed Sabri )